Mega Sale Domains @ Rs.99

Monday, December 22, 2008

Duniya ek raaj hai

Duniya ek raaj hai

jiska na kal hai na aaj hai 
sukh aur dukh ke suron ka saaj hai 
duniya ek raaj hai

kabh shab hai kabhi sehar hai
kabhi amrit hai kabh zehar hai
ye badalta har pahar hai 
zindagi aur maut ka aagaz hai 
duniya ek raaj hai

BUSH KI PHOTO ALBUM


































BEWAFA




Tere ishq mein hamne kya nahi tha kiya
jo pyaale mein tumne jehar hame diya
hum teri yaad me jaage rahte the 
teri he adaon pe marte the 
par tune meri wafaon ka aisa anjaam diya
sare duniya ke mohabbat ko badnam kiya